Friday, April 2, 2010

hi yaaron

ek baar unse der raat ko baat kar rah tha tab baat karte hue mene aise hi bol diya ki agar mein mar gaya to......to woh bahut gussa ho gaye.mene kaha mein majak kar raha tha lekin rone lagi.manaane ki koshish ki lekin nahin maani

No comments:

Post a Comment